Hey guys, Let me finish my weekend with the spectacular Geeta Dutt in Howrah Bridge! Feast your ears to the Jazzy ludes
http://www.musicindiaonline.com/p/x/...Cgt.As1NMvHdW/
:wave:
Printable View
Hey guys, Let me finish my weekend with the spectacular Geeta Dutt in Howrah Bridge! Feast your ears to the Jazzy ludes
http://www.musicindiaonline.com/p/x/...Cgt.As1NMvHdW/
:wave:
Movie: Kati Patang
Singer: Kishore Kumar
ye jo mohabbat hai
ye unakaa hain kaam
mehaboob kaa jo
bas lete huye naam
mar jaaye..
mit jaaye..
ho jaaye.. badanaam....
rahane do
chhodo bhee jaane do yaar
hum naa karenge pyaar :)
toote agar saagar
nayaa saagar koee le le
mere khudaa dil se
koee kisee ke n khele
dil toot jaaye to kyaa ho anjaam.. :)
aankhe kisee se naa ulaz jaaye
main darataa hoo
yaaro haseenon kee galee se
main gujarataa hoo
bas door hee se kar ke salaam :)
Ganesh : nice, meaningful song. btw i think i have posted it before :)
Anpadh - Lata solo!
What a romantic song!!
Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ai Dhadkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha
Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya
Do Jahaan Ki Aaj Khushiyan Ho Gayee Haasil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...
Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain
Kyon Main Toofaan Se Darun Mere Saahil Aap Hain
Koi Tufanon Se Kah De, Mil Gaya Sahil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...
Pad Gai Dil Par Meri, Aapki Parchhaiyan
Har Taraf Bajane Lagin Saikadon Shahnaaiyaan
Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...
Enjoy it here!
http://www.youtube.com/watch?v=x11W7...elated&search=
Ta..ta..! vinatha!
My second pick for this evening is 'yeh raat aur...' - andaz apna apna!! Absolutely crazy about bubbly boyish Balu's vocal for handsome, young, clown Sallu in this film for this song!! I enjoyed the film too! Young Raveena is ravishing too!! Way to go Amir & Karishma! HORRAY!
http://www.dishant.com/jukebox.php?songid=130
My third choice for this evening is a Ghazal from film ARTH! I love Jagjit Singh’s passionate, serene voice! From Arth, Saath Saath, Bhavna to his devotional album SaaNwara, Jagjit is awesome!
Jhuki Jhuki si nazar, bekaraar hai ki nahi
Jhuki Jhuki si nazar, bekaraar hai ki nahi
Daba daba sa sahi, dil mein pyaar hai ki nahi
Jhuki jhuki si nazar
Tu apni dil ki jawan dhadkano ko, gin ke bata
Tu apni dil ki jawan dhadkano ko, gin ke bata
Meri taranh tera dil, bekaraar hai ki nahi
Daba daba sa sahi, dil mein pyaar hai ki nahi
Jhuki jhuki si nazar
Wo pal ke jisme mohhabbat, jawan hoti hai
Wo pal ke jisme mohhabbat, jawan hoti hai
Us ek pal ka tujhe, intazar hai ki nahi
Daba daba sa sahi, dil mein pyaar hai ki nahi
Jhuki jhuki si nazar
Teri ummed pe thukra raha hoon, duniya ko
Teri ummed pe thukra raha hoon, duniya ko
Tujhe bhi apne pe ye etbaar hai ki nahi
Daba daba sa sahi, dil mein pyaar hai ki nahi
Jhuki jhuki si nazar
Enjoy,
http://www.dishant.com/jukebox.php?songid=2796
Movie: Khel khel mein
ek main aur ek tu
dono mile is tarah
aur jo tan man men ho raha hai
woh to hona hi tha..
dillagi ban gayi hai dil ki lagi
are zindagi naam hai isika zindagi
khel khel main sanam
aa gaye jahan pe hum
rok le wahi kadam
bolo bolo bolo bolo bolo bolo
ek main aur ek tu
dono mile is tarah
aur jo tan man men ho raha hai
woh to hona hi tha..
oh ok, melodious raaga!Quote:
Originally Posted by baroque
lovely song :)Quote:
Originally Posted by baroque
Nice, peppy number :thumbsup:Quote:
Originally Posted by baroque
I listen occassionally to Jagjit Singh's ghazal's, but havent heard this one yet !Quote:
Originally Posted by baroque
good songs :)
a b c d e f g h
a b c d e f g h i j k l m n o p
p p p p piya g g g g jiya
piya tune mera jiya le liya
maine jo kiya vahi tune bhi kiya
liya diya liya diya jiya
pyaar tumne kiya
piya tune mera jiya ...
tere mere pyar ke hain
kisse mashahoor
badi duur duur
pyaar ne hamein bada naam diya
piya tune mera jiya ...
hoti nahi teri meri jab mulaakat
neend nahi aati mujhe saari saari raat
jalta hai dil jalta hai dil mera ban ke deeya
p p p p piya g g g g jiya