---
Printable View
---
thanks des :D
Movie : baaton baaton mein
(all songs are awesome)
I wanted to post
utE sab kE kadam tara ram pam pam
could not get lyrics...
anyway this is my fav too (and also... na bole tum na meina kuch kaha)
__
Kishore: Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye
Kishore: Suniye
Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye na
Kishore: Suniye
Kehte, Sunte, Baaton Baaton Mein Pyar Ho Jaayega
Kishore: Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye
Kishore: Suniye
Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye na
Kishore: Suniye
Kehte, Sunte, Baaton, Baaton Mein Pyar Ho Jaayega
Pyar Ho Jaayega
Yeh Pehli Nazar Ka Uff Kya Asar Hai
Tumhari Kasam Dagmagaaye Se Hum Hai
Asha: La La La La La
Kishore: Nahin Jispe Qaabu Yeh Hai Kaisa Jaadu
Mere Liye To Sach Bhi Bharam Hai
Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye
Kishore: Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye na
Kishore: Suniye
Kehte, Sunte, Baaton, Baaton Mein Pyar Ho Jaayega
Pyar Ho Jaayega
Ghata Chand Bijli Barkha Pawan Mein
Shaamil Ho Tum Meri Har Kalpana Mein
Asha: Taareef Meri Itni Karo Na
Udne Lagun Main Kahin Aasman Mein
Kishore: Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye
Kishore: Suniye
Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye aha
Kishore: Suniye
Kehte, Sunte, Baaton, Baaton Mein Pyar Ho Jaayega
Pyar Ho Jaayega
Tumhari Ada Hai Woh Sabse Judaa Hai
Chaaha Hai Tumko Isi Vaaste
Asha: Hum Bekhabar Hain Tum Besabar Ho
Us Pe Hain Dekho Naye Raaste
Kishore: Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye
Kishore: Suniye
Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye
Kishore: Suniye
Kehte, Sunte, Baaton, Baaton Mein Pyar Ho Jaayega
Pyar Ho Jaayega
Kishore: Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye
Kishore: Suniye
Suniye
Asha: Kahiye
Kahiye
Kishore: Suniye
Kehte, Sunte, Baaton, Baaton Mein Pyar Ho Jaayega
Pyar Ho Jaayega
Movie: Parichay
Singer: Kishore Kumar
musaafir hoo yaaron
naa ghar hain naa thhikaanaa
muje chalate jaanaa hain
bas chalate jaanaa
yek raah ruk gayee
to aaur jud gayee
main mudaa to saath saath
raah mud gayee
hawaa ke paron par
meraa aashiyaanaa
din ne haath thaam kar
idhar bithhaa liyaa
raat ne ishaare se
udhar bulaa liyaa
subah se
shaam se
meraa dosataanaa
---
Movie: Kushaboo
Singer: Kishore Kumar
o maazee re
oo.. maazee re..
apanaa kinaaraa
nadiyaan kee dhaaraa hai
saahilon pe bahanewaale
kabhee sunaa to hogaa kahee
kaagajon kee kashteeyon kaa
kahee kinaaraa hotaa nahee
o maazee re.. maazee re..
koee kinaaraa
jo kinaare se mile
wo apanaa kinaaraa hai
paaneeyon mein bah rahe hai
kaee kinaare toote huye
raasaton mein mil gaye hain
sabhee sahaaree chhoote huye
koee sahaaraa mazadhaare mein mile
jo apanaa sahaaraa hai
Ganesh : superb song :thumbsup:
Quote:
Originally Posted by mgb
Sriram: Kishore singing for Gulzar's lyrics is always a treat :)
Movie: Anand
Singer: Mukesh
maine tere liye hee
saat rang ke sapane choone
sapane
sureele sapane
kuchh hasate
kuchh gam ke
teree aankhon ke
saaye churaye rasilee yaadon ne
chhotee baate
chhotee chhotee baaton kee hain yaade badee
bhoole nahee
beetee huyee yek chhotee ghadee
janam janam se
aankhe bichhaayee
tere liye in raahon ne
bhole bhaale
bhole bhaale dil ko bahalaate rahe
tanahaee mein
tere khayaalon ko sajaate rahe
kabhee kabhee to
aawaaj dekar
muz ko jagaayaa khwaabon ne
Movie: Anand
Singer: Mukesh
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye
Chupke Se Aaye
Mere Khayaalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye
Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen
Kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye
Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate
Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate
Thami Thi Uljhan Bairi Apna Man
Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraaye