"Bedardii baalamaa tujhako meraa man yaad karataa hai "
Lovely song, Vinatha :)
Printable View
"Bedardii baalamaa tujhako meraa man yaad karataa hai "
Lovely song, Vinatha :)
Hey Des :)
Serenity of Khayyam's immortal pahadi by Lata, I am forever slave!
bahaaron meraa jeewan bhee sawaaron
koee aaye kahee se, yoo pukaaro
tum hee se dil ne sikhaa hain tadapanaa
tum hee ko dosh doongee, aye najaaron
rachaao koee kajaraa, laao gajaraa
lachakatee daliyon tum fool waaro
lagaao mere in haathon mein mehandee
sajaao maang meree, yaa sidhaaro
http://www.youtube.com/watch?v=IXEUBWWQjLk
Salil-Lata Masterpiece.....Aaja rey... Madhumati
http://www.youtube.com/watch?v=1ZfsCcuau6g
main to kab se khadee is paar
ye aakhiyaan thak gayee panth nihaar
aajaa re, paradesee
main diye kee ayesee baatee
jal naa sakee jo, buz bhee naa paatee
aa mil mere jeewan saathee
tum sang janam janam ke fere
bhool gaye kyo saajan meere
tadapat hoo main saanj sawere
mai nadiyaan fir bhee main pyaasee
bhed ye gaharaa, baat jaraa see
been tere har raat udaasee
http://www.youtube.com/watch?v=UIyGHWYFcgQ
sarfarosh - Jagjit --- Hosh Waalon.......
hoshawaalon ko khabar kyaa bekhudee kyaa cheej hain
ishk kije fir samajiye, jindagee kyaa cheej hain
unase najare kyaa milee, roshan fijaayen ho gayee
aaj jaanaa pyaar kee jaadoogaree kyaa cheej hain
khulatee julfon ne sikhaayee, mausamo ko shaayaree
zukatee aankho ne bataayaa, mayakashee kyaa cheej hain
hum najar se kah naa paaye, un se haala-ye-dil kabhee
aaur wo samaze naheen, ye khaamoshee kyaa cheej hain
:musicsmile: vinatha.
:ty: Rahman :musicsmile:
dum dara dum dara mast mast dara - 2
dum dara dum dum
oh hum dum bin tere kyaa jeenaa) - 2
tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan, oh sajna - 2
rookhi re oh rookhi re, kaatore kaate katena
tere bina beswaadi beswaadi ratiyaan, oh sajna - 2
(dum dara dum dara mast mast dara - 2
dum dara dum dum
oh hum dum bin tere kyaa jeenaa) - 2
naa jaa chaakri kaa maare
naa jaa souten pukaare
saawan aeyega toh poochegaa
naa jaa re
pheeki pheeki beswaadhi
yeh ratiyaan
kaatore kate naa kate naa
ab tere binaa sajnaa sajnaa
kaate kate naa
katenaa katenaa tere binaa
tere binaa beswaadi beswaadi
ratiyaan, oh sajnaa oh
(dum dara dum dara mast mast dara - 2
dum dara dum dum
oh hum dum bin tere kyaa jeenaa) - 2
tere binaa chaand kaa sonaa khotaa re
peeli peeli dhool undaawe jhootaa re
tere binaa sonaa peetal
tere sang keekar peepal
aaja katenaa ratiyaan
dum daraa dum daraa mast mast daraa - 2
dum daraa dum dum
oh hum dum bin tere kya jeena
tere binaa beswaadi beswaadi
ratiyaan, oh sajnaa oh
rukhiri re rukhire kaatore katenaa
(dum daraa dum daraa mast mast daraa - 2
dum daraa dum dum
oh hum dum bin tere kyaa jeenaa) - 2
http://www.youtube.com/watch?v=7VTL18uA0po
'Aaja Re Pardesi' from Madhumati : lovely song Vinatha :)
(other videos have been removed.)
Quote:
Originally Posted by baroque
Tribute to Khayyam
http://www.hindu.com/mp/2008/02/25/s...2551370400.htm
RS : Nice info. Khayyam's ‘kabhie kabhie mere dil mein khayal aataa hai,’ ‘Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye’ are among my favorites :)
Quote:
Originally Posted by raagadevan
Hi Des:
I too like "kabhi kabhi mEre dhil mein...", which is a real classic. The article gives the impression that Khayyam faded away in the 1960-s. In fact, he composed music for Yash Chopra's "trishul" (1978), starring Sanjeev Kumar, Shashi Kapoor, Amitab Bachan, Waheeda Rahman, Rakhee and Hema Malini. K.J. Yesudas sang 3 songs in that movie.
Aakhiri khat
Kabhi kabhi
Noorie
Umroa Jaan
Dard
Dil-e-Naadan
Baawri
Bazaar
Yatra & more I have in my hindi assorted collections.
:thumbsup:
Movie Name: Khandaan (1965)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Ravi
http://www.musicindiaonline.com/p/x/...4i9.As1NMvHdW/
:bluejump: :redjump: :musicsmile: :redjump: :bluejump:
Tumhii.N Mere Ma.Ndir, Tumhii.N Merii Puujaa, Tumhii.N Devataa Ho
Koii Merii Aa.Nkho.N Se Dekhe To Samajhe, Ki Tum Mere Kyaa Ho
Tumhii.N Mere Ma.Ndir, Tumhii.N Merii Puujaa, Tumhii.N Devataa Ho
Jidhar Dekhatii Huu.N Udhar Tum Hii Tum Ho
Na Jaane Magar Kin Khayaalo.N Me.N Gum Ho
Mujhe Dekhakar Tum Zaraa Muskuraa Do
Nahii.N To Mai.N Samajhuu.Ngii, Mujhase Kafaa Ho
Tumhii.N Mere Ma.Ndir, Tumhii.N Merii Puujaa, Tumhii.N Devataa Ho
Tumhii.N Mere Maathe Kii Bi.Ndiyaa Kii Jhil\-Mil
Tumhii.N Mere Haatho.N Ke Gajaro.N Kii Ma.Nzil
Mai.N Huu.N Ek Chhotii\-Sii Maatii Kii Gu.Diyaa
Tumhii.N Praan Mere, Tumhii.N Aatmaa Ho
Tumhii.N Mere Ma.Ndir, Tumhii.N Merii Puujaa, Tumhii.N Devataa Ho
Bahut Raat Biitii Chalo Mai.N Sulaa Duu.N
Pavan Chhe.De Sargam Mai.N Lorii Sunaa Duu.N
Tumhe.N Dekhakar Yah Kayaal Aa Rahaa Hai
Ki Jaise Farishtaa Koii So Rahaa Hai
Tumhii.N Mere Ma.Ndir, Tumhii.N Merii Puujaa, Tumhii.N Devataa Ho
http://www.youtube.com/watch?v=l2AEpJvpICE
Movie : Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Actors: Asha Parekh, Dharmendra,
Suno sajna, papihe ne…
Suno sajna papihe ne kaha sabse pukaarke
Sambhal jaao chaman waalo (2)
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna….suno sajna
Phoolo, ki daaliya bhi yehi geet gaa rahi hai
Ghadiya piya milan ki (nazdeek aa rahi hai) -2
Hawaao ne jo chhede hain (2)
Fasaane hain woh pyaar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna….suno sajna
Dekho, na aise dekho, marzi hai kya tumhaari
Bechain na kar na dena (timko kasam hamaari) -2
Hami dushman na ban jaaye (2)
Kahi apni qaraar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna….suno sajna
Baago main pad gaye hain,
Saawan ke mast jhoole
Aisa sama jo dekha (raahi bhi raah bhoole) -2
Ke jee chaaha yahi rakh dein (2)
Umar saari guzaar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna….suno sajna
Song: "jisE maut aayi sakoon mil gayaa..."
Movie: "zara si zindagi" - (Hindi remake of "vaRumaiyin niRam sigappu")
Director: K. Balachander
Music: Laksmikant/Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Singer: K.J. Yesudas
jisE maut aayi sakoon mil gayaa
ke murjaya huaa phool tO khil gayaa
tadaptE tO voh hain jO martEn nahin
zamanE se kuch lOg dartEn nahin
zamanE se kuch lOg dartEn nahin
kahE aur kyaa ham tO hairaan hai
khudaa jaane kaisE yeh insaan hai
kabhi tutkar jO bhigartEn nahin
zamaanE se kuch lOg dartEn nahin
kisi ki bhi parvaah kartEn nahin
zamaanE se kuch lOg dartEn nahin
nigaahOn mein mausam hai barsaat kaa
banE kuch bahaanaa mulaakaat kaa
judaayi mein ab din gujartEn nahin
zamaanE sE kuch lOg dartEn nahin
kisi ki parvaah kartEn nahin
zamaanE se kuch lOg dartEn nahin
kayi zindgi sE haarE huvE
kayi zindgi kE maarE huvE
saybhi maut aanE se martEn nahin
zamaanE se kuch lOg dartEn nahin
kisi ki bhi parvaah kartEn nahin
zamaanE se kuch lOg dartEn nahin
zamaanE se kuch lOg dartEn nahin
http://www.musicindiaonline.com/p/x/...W/?done_detect