rim jhim gire sawan
sulag sulag jaaye mann
bheege aaj is mausam mein
lagi kaisi yeh agan
rim jhim gire sawan
jab ghunghroon si bajti hain boondein
armaan hamare palken na moondein
Printable View
rim jhim gire sawan
sulag sulag jaaye mann
bheege aaj is mausam mein
lagi kaisi yeh agan
rim jhim gire sawan
jab ghunghroon si bajti hain boondein
armaan hamare palken na moondein
aaj se pehle aaj se zyaada kuzhi aaj thak nahin mili
hey anou....this song reminds me of the song I am searching... :?
lemme recollect
something like sau janmon ka bandhan etc :cry:
pehla pehla pyaar hai
pehli pehli baar hai
jaan ke bhi anjaana
aisa mera yaar hai ho ho
Shakthi: the only song that comes to my mind now is
hoton se choo lo tum mere geet amar kar lo
(na umr ki seema ho na janmon ka ho bandan
jab pyaar kare kOi to dekhe kewal man)
I love this song though :)
pyaar karnewaale kabhi darte nahin
jo darte hai woh pyaar karte nahin
hmm anou :)
kabhi kabhi mere dil mein
kayal aata hai
ki jaise tujko banaya gaya hai mere liye
tu ab se pehle sitaron mein basrahi thi kahi
tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
aate jaate koobhsoorat awaara galiyOn mein kabhi kabhi...
gali gali mein firata hai tu kyun banake banjara
aa mere dil main bas jaa mere ashik aawara
tera pyar hai ek soneka pinjara o shehjadi
mujhako apani jaan se pyari hai apani aajadi
mere man ki ganga aur tere man ki jamuna ka bol radha bol sangam hoga ke nahin
tere bin jina kaya tere bin marna kaya
pyar nibhana aa gayaa aa gayaa aa gayaa
pyar ki kashti mein
laheron ki masti mein
pawan ke shor shor mein
chale hum zor zor mein
gagan se door
chalo dildaar chalo
chaand ke paar chalo
hum hai tayaar chalo
hum hai tayaar chalo
aao kho jaaye sitaaron mein kahin
chhod de aaj yeh duniya yeh zameen
duniya yeh zameen
chod do aanchal zamaana kya kahega
kehdogi tum ho meri warna
jeena nahi mujhe hai marna
dekho kabhi na aisa karna
dekho kabhi na aisa kehna
yahi adaa tho ik sitham hai
suno tumhe meri kasam hai
kya dekthe ho
surat tumaari
kya chahat ho
chahat tumaari
Dekha na haay re
socha na haay re
rakh di nishaani pe jaan
kadmon mein there
nikhle mera dil
hai bus yahi armaan
haai re haai
neend nahin aay
chain nahin aay
aaye ho meri zindagi mein tum bahaar banke
meri dil mein yoonhi rehna...haay
meri dil mein yoonhi rehna tum pyaar pyaar banke
pyaar maanga hai tumhi se
na inkaar karo
na na karke pyaar tumhi se kar beiti
karna tha inkar
magar ikraar
tumhi se kar beiti
tumhi mere mandir
tumhi mere pooja
tumhi mere devta ho
kOi mere aankhOn se dekhe
to samjhe ke tum mere kya ho
Koi mil gaya
mera dil gaya
kya bataon yaaron
mein tho khil gaya
moi mil gaya
milhi gaya
milll gaya
kya dekh rahe ho tum mere aankhon mein
aankhon hi aankhon mein ishara hogaya
bait bait jeene ka sahara hogaya
jeena yahaan marna yahaan
iske siwa jaana kahan
Jayiye aap kahan jaayenge
kahan se aayE badra ho
gultha jaayE gajra
aaye ho meri zindagi mein tum bahaar banke
meri dilmein yoonhi rehna
meri dilmein yoonhi rehna tum pyaar pyaar banke
zindagi mehak jaathi hai
har nasar bahak jaathi hai
naa jaanE kis bagiyaan kaa
bhool hai tu mErE pyaarE
aaraarO aaraarO
aaraarO aaraarO...
har dil jo pyaar karega
woh gaana gaayEga
deewana saikadOn mein pehchaana jaayEga
deevaanE kaa naam tO poochchO
pyaar se dEkhO kaam tO poochhO
arE chaahE phir na milnaa
chaahE phir na milnaa...
phir se aiyyo badra bidesi
tere pankhon pe moti jadungi...
tere pyar ne yeh kya kardiya
behekne lage diwana dil
deevaanaa lEkE aayaa hai
dil kaa taraanaa
dEkhO kahin yaarOn
thukaraa naa dEnaa
mEraa nazaraanaa...
kahin door jab din dal jaye
sanj ki dulhan badan churaaye
chup ke se aaye
mere khayalon ki aangan mein
koi sapnon ke deep jalaaye
koi gaataa main so jaata
koi gaataa main so jaata
sansriti kE vistrit saagar mein
sapanOn ki naukaa kE andar
dukh sukh ki laharOn mein uth gir
bahata jaata main so jaata...
so gaya yeh jahan
so gaya aasman
so gayi hai saari manzilEn
oh saari manzilen
so gaya hai rasta
aasmaan sE aayaa farishtaa
pyaar kaa sabak sikhalaanE
dil mein hai tasaveer yaar ki
laayaa hoon vO dikhalaanE...