mujhe kuch kehna hai
mujhe bhi kuch kehna hai
pehle tum
pehle tum
Printable View
mujhe kuch kehna hai
mujhe bhi kuch kehna hai
pehle tum
pehle tum
kuch naa kahO kuch bhi naa kahO
kyaa kahanaa hai kyaa sunanaa hai
mujh kO pataa hai tum kO pataa hai
samay kaa yE pal tham saa gayaa hai
aur is pal mEn kOi nahin hai
bas Ek main hoon bas Ek tum hO...
kahiye
suniye
suniye na
kahiye
kehte sunte baton baton mein pyaar hojayega
pyaar deevaanaa hOthaa hai
masthaanaa hOthaa hai
har khushi sE har gam sE
bEgaanaa hOthaa hai...
diwana hua baadhal
saavan ki ghata chaayE
yeh dekh ke dil
saavan kaa maheenaa
pavan karE sOr
jiya ra rE jhoome aisE jaisE
banamaa naachE mOr...
Aise koi saathi ho
aise koi premi ho
pyaas dil ki bhuja jaaye
neele neele ambar par chand jab aaye
pyaar barsaaye
humko tarsaye
neelE ambar kE thalE
dO yahaan saathi milE
jhalakE jhalakE aramaan milakE
lEkar basanE ghar chalE
neelE ambar kE thalE...
...................................
...................................
zindagi mein aisE
din kabhi aathE hain
rasmOn kE bandhan mein
meeth bandh jaaathE hain
phir majake oothE hain
than kE Phool khilE
neelE ambar kE thalE...
/ some songs make u feel strange :) /
zindagi.
kaisee hai paheli haai
kabhi yeh hasadE
kabhi yeh rulade
Kabhi kabhi Aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai.
Kabhi kabhi Aditi wo bichhar jaaye to ek sapna lagta hai.
Aise mei koi kaise apne aansu o ko behne se roke?
Aur kaise koi sochle everything's gonna be ok?